Kaash manzil yun kareeb na hoti..
Meri saasein aaj thami ni hoti..
karta tha hamesha se intzaar..
Fir bhi na haasil kr saka is baar..
Yun to samay ke saath badal jaati hai manzile..
Par na jaane ku isi pe tika rha..
Saasein chali to kr longa tujhe haasil ...
Warna sach maan lena ye baat "ki nahi koi raah jo tuj tak phucha sake".
kbhi khayal to aaya tha ki chod do tujhe..
Par bhala koi apni saasein chod paya...
haar ni maanne wala ye dil....
Paa longa mai apni manzil ....

No comments:
Post a Comment