Man mai aaya khayal ki likh du aaj ek paigaam..
Nahi raha gaya is dil se or utha li kalam..
Socha kardo bayan haal apne dil ka...
Socha krdo fir se ek baar ishaar apni mohabbat ka..
Ni saath diya fir ek baar kismat ne..
Kbhi kalam mai siyaayi ki kami thi..
Kbhi haatho mai jaan ni thi..
Ek baar fir shabd jubah se laut aaye..
Hum bhi apni pyas adhoori hi chod aaye..

No comments:
Post a Comment